@haal_aai_dil_ Profile picture

Haal-e-Dil 

@haal_aai_dil_

𝗣𝗵𝗶𝗿 𝘀𝘂𝗻𝗮𝗮𝘁𝗲 𝗵𝘂𝘄𝗲 𝗸𝗵𝘂𝗱𝗮 𝗸𝗼 𝗵𝗮𝗮𝗹-𝗲-𝗱𝗶𝗹 𝗛𝗮𝗺 𝗯𝗮𝗰𝗵𝗵𝗼𝗻 𝗸𝗶 𝘁𝗮𝗿𝗮𝗵 𝘀𝗶𝘀𝗮𝗸 𝗸𝗮𝗿 𝗿𝗼 𝗽𝗮𝗱𝗲

Joined June 2022
Similar User
Diloo Ki Dastan photo

@diloo_ki_dastan

dastaan_dilon_ki photo

@dilon_ki_dastan

Haal-e-Dil  photo

@haal_aai_dil

Dil e Umeed photo

@dil_aai_umeed

Jaun Elia photo

@jaunkimehfil

Karvaan photo

@Karvaan6

داستان_اے_دل🕊️ photo

@dastan_aae_dil

Baat Dil Ki photo

@BaatDilKi4

Shab_e_Hijr photo

@shab_aai_hijr

Dastaan-e-Mohabbat photo

@DastaanMohabbat

Arz-e-Ishq photo

@arz_aai_ishq

Jaunism photo

@jaunism45

diwan-e-Faiz. photo

@diwan_e_Faiz

ANXIETY 🚩 photo

@Chadhar_sab4

Dil Ke Pass🕊 photo

@Dil_Ke_Pass

“Ulfat, Mohabbat, Bewafa, Haya, Ishq, Gam, Afsaane, Wo shakhs aaya hi tha zindagi mein shayad urdu sikhane...!


“Jaane wale ne ye bhi nahi socha Mohsin' Jo unhein dekh kar jeete hai wo kidhar jaaenge.”

Tweet Image 1

Zindagi ne etna toh sikhaya hai, kon apna kon paraya hai, Jiske liye thukraye zamane humne, usne aakhir hume thukraya hai.”

Tweet Image 1

“Sagar ko kabhi kinara nahi milta, Murjhaya phool dobara nahi khilta, Hume khona toh soch samjh kar khona, Khone par yahan koi dobara nahi milta.”


“Kabhi to dekh mujhe in haseen aankhon se, Teri gali se mai roz yun'hi guzarta rehta hoon.”

Tweet Image 1

Badalte log, badalti zindagi mein, badlaw laate hain, Woh jo kehte hain hum na badalne wale, bure waqt mein aksar badal jaate hain.


“Tawajjo de apni taleem par, Na padh ishq ke azabon mein, Aksar wo log barbaad hote hai jo rakhte hai phool kitabon mein.”

Tweet Image 1

Alfaz na sahi magar khamoshiyan dil ke jakham bayan karte hain, Woh hume yaad nahi karte toh kya, hum unhe aaj bhi yaad karte hain.

Tweet Image 1

Alfaz na sahi magar khamoshiyan dil ke jakham bayan karte hain, Woh hume yaad nahi karte toh kya, hum unhe aaj bhi yaad karte hain.


Shaks na mila toh kya Tajurba toh mila hai, Ye yaadein, wo baatein,bhigi raatein, Sacchi mohabbat ka yahi silah hai.

Tweet Image 1

Jab koi pasand aajaye to dosron se nahi poochte ke wo kaisa hai


In English we say “Downfall” But Wajid Sheikh says: “imtehaano mein qaid hai zindagi ab kahin, milegi mohlat kabhi, toh hum bhi jee lenge”.


“Tawajjo de apni taleem par, Na padh ishq ke azabon mein, Aksar wo log barbaad hote hai jo rakhte hai phool kitabon mein.”

Tweet Image 1

Loading...

Something went wrong.


Something went wrong.