@gulzaar_poetry Profile picture

Gulzar

@gulzaar_poetry

Sampooran Singh Kalra, known professionally as Gulzar, is an Indian poet, lyricist, author, screenwriter, and film director | This is a Poetry Page.

Similar User
Dard_e_Dil🕊 photo

@dard_aai_dil

Diloo Ki Dastan photo

@diloo_ki_dastan

Jaun Elia photo

@jaunkimehfil

Karvaan photo

@Karvaan6

Aarz-e-ishq photo

@Aarzaai_Ishq

• photo

@Al__Quraan

Naaz shayari photo

@Naazishnaaz

Haal-e-Dil  photo

@haal_aai_dil

Ishq Hoon photo

@ishqhoon

Mareez-e-Ishq photo

@mareez__e__ishq

Chand Alfaaz photo

@Chand__alfaaz

Dastan-e-Ishq🕊️ photo

@Dastan_e_ishq_

Arz-e-Ishq photo

@arz_aai_ishq

Baat Dil Ki photo

@BaatDilKi4

Jaun Elia photo

@shayarigunj

Pinned

“ek samandar hai jo mere kaabu mein hai, aur ek katra hai jo mujhse sambhala nahin jaata ek umr hai jo bitaani hai uske bagair, aur ek lamha hai jo mujhse guzaara nahin jaata.” -Gulzar


रूह देखी है कभी ✨


“bujh jaate hai deeye kabhi tel ki kami se, har baar kasur hawa ka nahi hota.” — Gulzar


“Mai cigarette to nahin pita magar har ek aane waale se pooch leta hun, “maachis hai?” Bohot kuchh hai jisey foonk dena chahta hun, magar himmat nahin hoti” — Gulzar


This is so beautiful ❤️


When Gulzar asked to repeat, how passionately he was listening


“jeene ke liye socha hi nahi dard sambhaalne honge... muskuraaye toh, muskuraane ke karz utaarne honge ” — Gulzar


“tumhari yaadon ke jism par neel pad gaye hai.”


“Tere Jaane se toh kuchh badala nahi, Raat bhi aayi chand bhi tha, magar neend nahi.” - Gulzar


It’s Gulzar Sahab’s birthday today

From Gulzar

“toh neend aajaye, so hi jao”


“ye rotiyan hain ye sikke hain aur daayere hain, ye ek duuje ko din bhar pakadte rehte hain.” -Gulzar


“Is mod se jaate hain, kuch sust kadam raste, kuch tez kadam raahein.” -Gulzar


“Rahon mein uski talash mein kitna kuch kho baithe hai hum, Uski muskaan ke aagee saari khoj kam ho jaati hai.” — Gulzar


“Aey umar, agar dum hai toh kar de itni si khata, bachpan toh cheen liya, bachpana cheen kar bata.” — Gulzar


“Shayar bananaa bahut aasaan hain, Bas ek adhuri mohabbat ki mukammal degree chahiye.” — Gulzar


“yea ummer tum par hasseen lagti hain.” -Gulzar


“Achchi kitabe aud achche log turnt samajh me nahi aate, unhe padhana hota hain.” — Gulzar


“Tere Jaane se toh kuchh badala nahi, Raat bhi aayi chand bhi tha, magar neend nahi.” - Gulzar


“aaienna dekh kar tassali hui, humko iss ghar mein janta hai koi.” -Gulzar


This account does not follow anyone
Loading...

Something went wrong.


Something went wrong.